Wednesday, August 6, 2014

Namaz e Ishq नमाज़ ए ईश्‍क़

पांच वक्‍त की नमाजें दरअस्‍ल मेराज की यादगार है। नमाज में तौहीद भी है, रोजा भी है, जकात भी है, हज भी है और जिहाद भी है।...





Sufiyana Magazine

Saturday, May 17, 2014

HAMD O ISTEGFHAR- BY MY PEER-O-MURSHID

HAMD O ISTEGFHAR- BY MY PEER-O-MURSHID

 SULTAN UL HIND KHWAJA E KHWAJGAA' KHWAJA MOINUDDIN CHISTRY AJMERI REHMATULLAH ALAY


CHUMAN PUR JURM ISYANUM, TUI GAFFAR YA ALLAH !
 

(KHUDAYA MAIN SARAPA MAA'SIYAT HOON - MAIN JURMO ISSYA SE AALUDA HOON.) TUHI MUAFI KARNEWALA HAI YA ALLAH!)
- YA GARIB NAWAZ, AAP TO SARAPA NOOR HO AUR PAAK HO. SIRF MAIN HI MASIYAT TO MAIN HOON, MUJHE THAMEIN RAKHNA!

CHUMAN BA AAIBO NUQSANUP TUI SATTAR YA ALLAH !
 

(AAY MERE RUBBB ! MERE ANDAR AAIBON NUKAISH HAIN TUHI PARDA POSHI KARNEWALA HAI)
- YA GARIB NAWAZ, AAP HI WOH PARDA OR HUM HI HAIN WOH AAIB. :(

BA KHAWB E MASTI O GAFLAT, SARTAAPAA GUNEHGARAM,
 

(AAYE MABOOD ! APNE ZIKR OR BANDGAI SE MUJHE BEDAAR KAR)

CHUNI KAZ FE'ALE ZISTE MAN KHALAIK JUMLA BEZA'RAD
 

(AAY MERE MA'BUD ! BURE KAAMO KI WAJAH SE SAARI MAKHLUQ MUJHSE BEZAAR HAIN)
- NA MERE SARKAR AAPKA NAAM ALLAH NE BULAND KIYA SARKAR MUSTAFA SALALLLAHOALAIHEWASALLAM KE SADKE

TUBA MA BAAS KHUSNUDO' MASHAV BEZAAR YA ALLAH !
 

(AAY MAALIK TU MUHJSE RAZI REH OR MUJHSE BEZAAR NA HO)
- YA KHWAJA NA TERA RUB NA TERA MAANE WALA KABHI TUJSE BEZAAR HUA HAI)

CHUNA' KUN AZZ KARAM BAR MAN BINAA E TAUBA MUSTEHAKUM
 


(AAY MAABUDO KARIM ! AZZ RAH E MAHERBANI TERI TAUBA KI BUNYAAD KO ISTARAH MUSTEHAKAM KAR DAIN)
- AAMIN

KERANUM BAR ZABAA' HAR LEHZAYE ISTAGFAAR YA ALLAH !
(KE MAIN HAR LUMHAA' TUJSE ISTAGFAAR HI KARTA RAHOON)

CHUNA' SUN AZZ KARAM DAR DIL BA' HAQ E AHMED MURSHIL SALALLAHOALAIHEWASALLAM
 

(AAY MERE MAALIK ! JAB JAA' KANI KA AALAM SHURUN HO TO HUZUR REHMAT E AALAM KE SADQE MAIN MERE DIL MAIN ABR E KARAM KI BAARISH KAR !)
- SUMMA AAMIN BESHAK

AZAAB E MARG CHU' GARDAD MARA DUSHWAAR YA ALLAH !
 

(KE JAA' KANI KA AALAM MERE DIL KE LIYE DUSHWAAR NA HO)

NAYA BAD DAR WUJOOD E MAN ZA NEKI HAI KIR DAAR E
 

(AAY PARWAR DIGAAR ! MERE PASS KOI NEK AMAL NAHI HAI)
- ALLAHO AKBAR

BA BAKSHSHA BAR MAN E AASIYE BADKIRDAAR YAA ALLAH !
(AAY RAAH E KARAM, MUJH KHATAHKAAR KO BASKH DAIN).
- YA GARIB NAWAZ SARKAR E DO AALAM [SALALLAHOALAIHEWASALALM] KE SADKE ALLAH SABKI KHATAON KO BAKSH DAIN AAMIN...

RAWAD HAR LEHZAA' HAR TAA'AT DIL E MAN JAANIB E DIGAR
(KHUDAWANDA ! HAALAT E IBADAT MAIN HAR LUMHA MERA DIL TERE DIDAR TARAF MUTAH'NWAJJE HO JATA HAIN)

CHUNI WASWASA E SHAYTAANI ZAMAN BARDAAR YAA ALLAH !
(AAY MERE MAA'BOOD ! IN WASWAS E SHAYTAANI KO MUJHSE DUR FARMA DAIN)
- YA ALLAH, SHAYTANO KO DUR RAKH MERE KHAWAJA KE SADKE

CHUN GOR E TIRA TAR WAHSHAT NUMAACHAD BAR MAN E MUJRIM

(JAB KABR KI TAARIKI SE MUJH KHATAKAAR KE DIL WEHSHAT PAIDA HO)

(TO) BA SHAM E MAGFIRAT PUR AZZ ANWAAR YA ALLAH !

(AAY MERE RUBB! MERI KABR KO SHAM E MAGFIRAT KI ROSHNI SE MUNAWWAR KARDAIN)

"MOINUDDIN" AASIRA KE MI NAALAD ANWAR YA ALLAH !
(MOINUDDIN) TERA KHATAKHAR BUNDA HAIN USKI AANKHON SE AANSOON JAARI HAIN

GUNAHUM BAKSH IMAN'RA SALAMAT DAAR YA ALLAH !
(AAYE RAHIM O KARIM MAA'BUD MERE GUNAHON KO MUAAF FARMA OR OR MERE IMAAN KO SALAMAT RAKH)
- YA GARIB NAWAZ TUMHARE AANSOON KE SADKE ALLAH SABKO MUAAF FARMAYE OR SABKA IMAAN SALAMAT RAKHAIN AAMIN...

"Gharib" is connected to his "Gharib Nawaz", while his "Gharib Nawaz" is connected to Nabi SallALLAHualaihewasallam through this lineage.

Thursday, June 27, 2013

MURSHID KI ZARURAT



MAULANA ROOM NE FARMAYA HAI.......

1- Tune kaee saal tak namaaz aur roza ada kiya, lekin teri ye ibadat tujhe us ke noor tak na pohncha saki- teri saari umr ibadat mein basar ho gaee lekin dil ka haal jo paihle tha wshi rahr-
2- Matlab:- Tu us rehnuma par imaan la ta k tu la kalam manzil gah tak pahonch jaae -

3- Peer ka hukm tark karna bagair kamaan ke teer chalaane ki manind hai- kya tu ne kabhi bagair kamaan ke koi teer nishana par ya nishana ke nazdik pohanchte dekha hai?
MURSHID KI ZARURAT

MAULANA ROOM NE FARMAYA....


1- Us dost ( Rabb) ki rah bahot barik yani tang hai - bagair aarif ke koun is par sidha chal sakta hai-
2- Is sakht rasta mein dushwar guzaar ghatiyan hai- jo bagair rehbar ke tay nahi ho saktin-

3- Is liye us maherban shahe umam( Mohammed s.a.w.s) ne farmaya hai k safar ka sathi paihle hai aur safar ka tay hona baad mein....

4- koi rehbar talaash kar le ta k tu sidhe raste par chal sake , warna raste mein bahot gadhe aur kuwen hain-

5- Tu parkar ki tarha ek hi jagah chakkar kat raha hai, is liye bagir kisi tabdili ke jahaan tha wahin par hai- ....

SAAEEN BULHE SHAH FARMATE HAIN........


Khuda bhi andar hai rooh bhi andar hai aur rooh ko rabb ke sath jodne wali dor yani kalma bhi andar hai- magar khuda ya kalma ke ganje makhfi ka raaz ayaan karne wala aur is tak pohchane wala murshid e kamil bahar dhundna pare ga.
NUKTA
Tasawwur kya hai? Peer ki maujudgi ko maihsus karna hai -
peer ka naam aur zahiri jism ko puri tarha se bhul jana hai-aur jo zaate peer hai us mein apni zaat ko is tarha dubona hai jis tarha qatra darya mein gum ho jata hai - isi ka naam fana fish shaikh hai- aur jis din zaate peer mein zaate rasool ki maujudgi ka aihsaas hoga, usi din fana fil rasool ka muqaam hasil hoga- aur jis din zaate peer mein zaate khuda ka aihsaas hoga- usi din fana fillaka aihsaas- aur jis din zaate khuda aur khudi gaaeb ho jaae gi usi waqt baqa billa ka deedar naseeb hoga-
Hazrat abdur rehman bin abi laila ( r.a ) apne walid riwayat karte hain k huzoor nabi akram sallallaho alaihe w sallam ne farmaya :
TARJUMA : " Koi banda us waqt tak momin nahi hosakta jab tak k main us ke nazdik is ki jaan se bhi maheboob tar na ho jaaun aur mere ahle bait ise is ke ahle khana se maheboob tar na ho jaaen aur meri awlad ise apni awlad se badh kar maheboob na ho jaae aur meri zaat ise apni zaat se maheboob tar na ho jaae-"

TIRMAZI, AL SANAN, KITABUL MANAQIB , BAB FIMAN SABBA ASHAABUL NABI ( S.A.W.S) 5:696 3862
MAYAARE NAJAAT MAHAZ AAMAAL NAHI...........

Hazrat anas ( r.a) se marwi hai k huzur nabi akram sallallaho alaihe w sallam me farmaya:


TARJUMA: " Tum mein se koi momin nahi ho sakta jab tak k main use us ke walls ( yani walden ), us ki awlaad aur tamaam logon se ziyada maheboob na ho jaaun-"

BUKHARI , SAHEE , KITABUL IMAAN , BAB HUBBUL RASOOLE ( S.A.W.S) MINAL IMAAN , 1: 14 , 15
MOHABBAT

SARKAR SHAIKH SHIBLI FARMATE HAIN K


" MOHABBAT KA NAAM IS LIYE MOHABBAT HAI K WO DIL SE MAHEBOOB KE SIWA HAR CHIZ KO MITA DETI HAI-"

KASHFUL MAHJUB 417
Huzur Mola e Kainaat Imam Ali alihysalaam wasi e Rusul


Hazrat Amr bin memon, Hazrat Abdullah ibn e Abbas Radi Allaho ta'ala anhuma se riwyat karte hain k Aaqa e do jahan Sardare Ambiya Rusul e Khuda Huzur Mohammad e Mustafa sallallaho alihy waaalihywassalam ne farmaya :"Ae Ali a.s! tu mere ba'ad har momin k liye mera wali ha" (Is hadis e pak ko Imam Ahmed ne riwyat kia ha)

Ab irshaad e Nabi e Aakhir k mutabiq Har wo bunda jo Kalma parhta ha r musalmaan hojata ha us k wali Imam Ali a.s hain. Chahe wo Siddique e Akbar hon ya Farooq e Azam radi Allahu ta'ala anhuma, chahe wo Usman e Ghani hon ya Bilal e Habshi radi Allah ta'ala anhuma gharz koi sahabi ho, wali Allah ho ya koi b musalman ho us k wali us k Mola Huzur Imam Ali alihysalaam ki zaat e ba barkaat hain. Huzur Mola e Kainaat hi janasheen e Rusul hain.



Hazrat ibne Burayda R.A farmate hai ke mene apne Walid se suna se ke Nabi e Karim Sallallaho Alayhi Wa Aalehi Wasallam ne hume or chand or Sahaba ko Moula Ali A.S ke saath me hume fala jahgah per bheja. Jab hum laut aaye fala jagah se to Sarkar Sallallaho Alayhi Wa Aalehi Wasallam ne poocha tumhara saath(Ali A.S ke saath) kesa raha? Tab mene ya kisi or Sahabi ne shikayat(Moula Ali A.S ke khilaf) kardi, phir mene dekha ke Sarkar Sallallaho Alayhi Wa Aalehi Wasallam ko Jalal aagaya or Aap ka Chehra e Anwar Laal(Red) hogaya phir Aapne farmaya jis ka Mein(Sallallaho Alayhi Wa Aalehi Wasallam) Wali hoon uska Ali(Alayhis Salaam) Wali hai

Ref : Khasais e Ali ibn Abi Talib by Imam Nisai R.A (hadith #77)
In"Ithaf al hayrat" Imam Busiri R.A

Nizamuddin Aulia and Amir Khusrau sat one morning on the banks of river Yamuna looking at the people bathing and worshipping. Nizamuddin Aulia drew Khusrau's attention to them saying :

Har qaum raast raahay, deenay wa qibla gaahay
(Every sect has a faith, a qibla which they turn to.)

Incidently Nizamuddin Aulia wore his cap in a slightly crooked way, to which Khusrau pointed and said :

Men qibla raast kardam, ber terf-e kajkulaahay.
(I have straightened my qibla in the direction of this crooked cap)


Haq Mehboob-e-Ilahi Haq Khusrau

Man aan nooram ke andar la-makaan
maujood bood astam,

Ba ishraaq khudam, khud shahid-o-mashood

bood astam;

{ Main wo noor hoon jo lamakaan mein bhi

maujood tha,

Apni hi raushani mein khud hi shahid (dekhne

waala) hoon aur khud hi mashood (Dekha

Jaane Waala) hoon;}

Gaahe ‘Niyaz’ imaan-e-man, gaahe beniyazi

shaan-e-man,

Eiin har do mi zebad baman hum banda hum

maula astam;

{ Kabhi niyaz mera imaan hai to kabhi

beniyazi meri shaan hai,

Ye donon mujhe zeb detey hain kyun ki main

hi banda hoon aur main hi maula hoon;}

~ Hazrat Qibla Shah Niyaz Beniyaz Rz.A
Kaaba manam, haram manam, dair
manam, Sanam manam;

Momin-o-birahman manam, man na

manam, na man manam...!!!

~ Az Hazrat Qibla Shah Niyaz Beniyaz

Rz.A.

(Kaaba bhi main hoon aur haram bhi

main hoon, butkhaana bhi main hoon aur

sanam {but} bhi main hoon;

Momin aur birahman bhi main hi hoon,

Main main nahin hoon na main main

hoon....!!!)
QOUL : Zaahiri hawas ki quwwat ko bhi bila waja kharch karna asraafe azeem hai-
NUKTA : Khwahish ko chhorne ki khwahish bhi naee khwahish ko bada deti hai- jab hum khwahish se khwahish ko katne ki koshish karte hain to khwahish aur tez hojati hai- agar hum khwahish ko chhorne ki bajaae khwahish ko samajhne ki koshish karen to tab humen khwahish chhorne ki zarurat nahi padti bal k khwahish khud ba khud kho jaati hai-
Nau-bahaar ast-o-gul-o-mausam-e-eid aye saqi

Baada-nosh-o-guzaar az waada-o-wa-eid aye saqi


(Eid hai, mausam-e-gul ki faza hai aye saqi


Chord ye waade, utha jaam, pilaa aye saqi)


Hasil az umr nadaarad bajuz az hasrat-e-dard


Har ke eid ast ze maikhaana baeed aye saqi


(Terey maikhane se kya us ko milaa aye saqi


Eid ke roz bhi jo pee na saka aye saqi)


Gasht paimaana choon tasbeeh rawaan dar kaf-e-shaikh


Ta ze laa’la to yak jurr’aa chasheed aye saqi


(Shaikh ke haath mein hai soorat-e-tasbeeh rawaan


Terey lab ne usey kya jaam diya hai saaqi)


Roz-e-mahshar nabood haich hisaabash bayqeen


Hark e dar koi mughaan ghasht shaheed aye saqi


(Kya ajaab aur sawaab us ke liye roz-e-hisaab


Wo jo maikhaaney mein jaan de ke utha aye saqi)


Baaraha karda ba-dam tauba zamee baaz maraa


Chashm-e-mast to maikhana kaseed aye saqi


(Kar ke tauba main chala aaya tha maikhane mein

Terey mast aankhon ne phir kheench liya aye saqi)


~ ‘Tooti-e-Hind’ Hazrat Amir Khusro Dehalvi Chishti Nizami R.A.
riyazat naam hai teri gali me aane jane ka,
tassawwur me tere rehna ibadat isko kehte hai.
riyazat naam hai teri gali me aane jane ka, tassawwur me tere rehna ibadat isko kehte hai.

1) Khaak paaye kaamilan shu baa yaqin,,,Ahale bidat murshid shaitan lain

Tarzuma :
Yaqin aur sacche dil se kaamilon ki qadmon ki dhul ban,ahale bidat to shaitan lain hai,

2) Har durwesh ru har subha wa shaam,,,Taa tera haasil shud matlab tamam

Tarzuma :
Har subha wa shaam durwesh ke darwaje par ja,taake tujhe tera mudduwa haasil ho,
Hazrat sultan baahu qadri
Main to ho jata hu goum Jalwa-E-Yaar
main.

Tu bta kaisa hai woh tune to dekha

hoga. ,

KUCH KHAS


पैगम्बरों व वलियों के मामलात को समझना बड़ी बात है। हमारे सिलसिला-ए-आलिया के बानी मुबानी हुजूर सैय्यदना अब्दुल हई शाह साहब र.अ. आलिम व मुफ्ती थे। आप फरमाते कि जाहिरी इल्म (फलसफा)
की मोटी-मोटी पेचीदा किताबों को समझने व याद करने में मुझे कोई दिक्कत महसूस नहीं हुई, लेकिन जब बातिनी इल्म यानि तसव्वुफ को समझने की कोशिश की तो मेरा सारा पढ़ा लिखा, तसव्वुफ के समुन्दर के सामने पानी की तरह बह गया। राहे तरीकत यानी रूहानी इल्म जो दुनिया के तमाम इल्मों का सरताज है। इसे पढ़ लिखकर हासिल नहीं किया जा सकता। यह तो पीर के दिल से मुरीद के दिल में मुन्तक़िल (ट्रांसफर) होता है। कहते हैं कि जिस आदमी के दिल में खुदा की मोहब्बत का शौक पैदा हो जाये तो उसे चाहिए कि वह जल्द अज़ जल्द तरीकत के पीर की तलाश करे। मजहबे इस्लाम के परिन्दे के दो बाजू हैं। एक शरीयत व दूसरा तरीक़त या तसव्वुफ है। शरीयत आलिमों से सीखना होता है और तरीकत या तसव्वुफ रूहानी आलिम यानि पीर से सीखना होता है। यह इल्म सीना बा सीना पीर से मुरीद के दिल में मुन्तक़िल (ट्रांसफर) होता है। हजरत इमाम मालिक ने फरमाया है, जिसने शरीयत व तसव्वुफ दोनों सीखा वह मुहक्किक है यानि सच्चा है। हुजूर स.अस. ने फरमाया, गुस्सा, लालच, घमण्ड और तरह-तरह की ख्वाहिशों को काबू में रखकर, रूह के आईने को पाक साफ कर उसमें खुदा का दीदार करना तसव्वुफ है। तमाम रूहानी बीमारियों का इलाज तरीकत के पीर के पास है। पैगम्बरों के बाद इस इल्म को सिखाने वाले अल्लाह तआला के दोस्त वलील्लाह हैं। जिनसे मुरीद को वही फ़ैज़ (फायदा) हासिल होता है जो उम्मतियों को पैगम्बर अ.स. से हासिल होता है। हुजूर स.अ.स. हयातुन्नबी हैं और जिंदा है। क़यामत तक आप अपने नायेबीन व वारिसीन के रूप में अपनी उम्मत की रहबरी फरमाते रहेगें। हुजूर स.अ.स. की हदीसों का यह मफहूम है कि मेरी उम्मत के औलिया अल्लाह पैगम्बरों के वारिस हैं। हदीसों से जाहिर होता है कि पीर से मुरीद को वही फायदा पहुंचता है जो पैगम्बरों से उम्मतियों को पहुंचता रहा है। कुरआने पाक व हदीसे पाक में जगह-जगह अल्लाह वालों की पैरवी की हिदायत दी गई है। अल्लाह तआला फरमाता है कि मोमिन-मोमिन का आईना है। पीर जो खुदा का दोस्त होता है, उसको देखकर मुरीद बातिनी सूरत ठीक कर सकता है। पैगम्बर स.अ.स. की जगह पीर मुरीद के लिए एक नमूना (आदर्श) है। अच्छों की सोहब्बत से, उनकी दुआ से इन्सान अच्छा हो जाता है। पीर की तवज्जो से आदमी तरक्की कर इंसाने कामिल बनकर फनाफिल्लाह होकर हमेशा बाकी रहने वाला हो जाता है। मौलाना रूम फरमाते हैं कि पीर के मुंह से खुदा बोलता है। पीर का हुक्म खुदा का ही हुक्म होता है। पीर मुरीद की जान व मंजिले मकसूद होता हैं। इसलिए हर पल पीर का अदब व ऐहतराम करना चाहिए। पीर के लिए जितनी अकीदत व मोहब्बत जिसके दिल में जितनी ज्यादा होगी अल्लाहतआला की बारगाह में उसका मर्तबा वैसा ही बढ़ता जायेगा। नमाज जैसी अफजल इबादत में यकसुई (एकाग्रता) पैदा करने और दिल की सफाई करने का ईलाज पैगम्बरों व वलियों के पास ही है। यही इल्में तसव्वुफ है। रूहानी इल्म या तसव्वुफ खुदा की नजदीकी से हासिल होता है। यह इल्म अल्लाह की तरफ से दिलों में डाला जाता है। यह इल्म नबूवत का साया है, विरासत है। पीर अपनी रूहानी ताकत से मुरीद के दिल को पाक-साफ करके उसमें बस जाता है। पीर के पर्दे में मुरीद को हुजूर सअ.स. और अल्लाह तआला के जलवए मोहरतम का दीदार होता है। पीर के वसीले से खुदा तक पहुंचा जाता है, जो दोनों जहानों की सआदत से बढ़कर है। पीर की वजह से ही इंसान का शैतानी खसलत रखने वाला नफ्स फरिश्तों जैसी खसलत अख्तियार करके खुदा व उसके रसूल सअ.स. से राजी व मुतमईन हो जाता है। इस इल्म के जानने वाले को सूफी कहते हैं जो खुदा से फानी और खुदा के साथ बाकी होता है।शरीयत को बुजुर्गों के तौर तरीके पर अमल करके उसकी हकीकत को हासिल करना तसव्वुफ है। बादाम शरीयत है, उसका गुदा तरीकत है और तेल हकीकत है। इस रास्ते पर चलने वाले जिस्म को साफ रखने के साथ-साथ दिल को गुनाहों की गंदगी से पाक-साफ कर खुदा को उसमें बसा लेते हैं। इस तरह शरीयत इमारत की मजबूत नींव है।तरीकत मकान है और मकान से जो आराम मिलता है हकीकत है। ‘‘इल्मेतसव्वुफ ‘इस्लाम की रूह’ है। एक बुजुर्ग फरमाते हैं कि सूफी वह है जो पैग़म्बर हज़रतइस्माईल अ.स. जैसे फर्माबरदार (आज्ञाकारी) हो, जो खुदा का हुक्म मानते हुए अपने वालिद के हाथों जिबह होने को तैयार हो गये थे। पैगम्बर हजरत अय्यूब अ.स. की तरह बड़ी से बड़ी मुसीबतों में सब्र का दामन हाथ से न छोड़े और खुदा की याद करते रहें। हजरत मूसा अस.की तरह खुदा की राह में जौक व शौक से चले व इबादत करें और हजरत मोहम्मद स.अ.स. जैसा बेहतरीन आदतों व बरताव करने वालाबने। इन सब पैगम्बरों के तरीके को अपनाना तसव्वुफ है। सूफी का खुदा के सिवा कोई इलाह (पूज्य) नहीं होता। खुदा को पाने के सिवा उसका कोई मकसद नहीं होता। खुदा के सिवा उसका कोई महबूब (प्रिय) नहीं होता और उसके लिए दुनिया में खुदा के सिवा कोई मौजूद नहीं होता। वह एक को सब में और सबको एक में देखता है। सूफीज्म का उद्देश्य नई पीढ़ी को मजहबे इस्लाम व इसकी रूहानी ताकत को दिखाना है, ताकि अगली नस्लें दीन के रास्ते पर चलकर हिन्दुस्तान व सारी दुनिया में अमन (शान्ति) का पैगाम दें।
तसव्वुफ ;ैनपिेउद्ध ।तइपब ूंतक (अरबी शब्द) तसव्वुफ इस्लाम की रूहानी, ;डलेजपबंसद्ध रहस्यमयी सतहों को दिखाने वाला या प्राप्त करने वाला एक आन्दोलन है। इस राह पर चलने वाला सूफ़ी कहलाता है। सूफ़ी स्कालर्स सूफिज़्म को एक विज्ञान के रूप में देखते हैं जिसका उद्देष्य दिल को खुदा के सिवा हर चीज़ से अलग रखना है। अहमद इब्ने अजीबा एक सूफ़ी दार्षनिक ने परिभाषित किया है-
‘‘सूफिज़्म एक विज्ञान है जिसके द्वारा इन्सान खुदा की (एक ईष्वरवाद) वहदानियत के अन्दर अपना सफर करता है, अपनी रूह को पाक करता है (गन्दगी से) और कोषिषों से इसे खूबसूरत बनाता है। ज़िक्र-अज़कार, तसव्वुर के मारेफत-तरक्की करके खुदा-पाक के दीदार करता है।’’
सूफिज़्म का उदगम ;म्जलउवसवहल ंदक वतपहपदद्ध इसका शब्दिक अर्थ है;ैंंिद्ध सफा जिसका मतलब है साफ-सुथरा दूसरा अर्थ है ;ैनद्धि सूफ यानी ऊन ष्ॅभ्व्व्स्ष् जिसका मतलब सादा कपडो से है जिसे बुज़रूगाने दीन पहना करते थे।
।ीस ंे.ैनििंी (अ़हल अज़ सुफफा) ष्ज्ीम चमवचसम व िठमदबीष् वे लोग जिन्हंे अव्वल सफ लाइन में जगह दी गई। ये वे लोग हैं जो असहाबीये-रसूल हैं और हुजूर के वकत में अपना वकत ज़िक्र अज़कार में गुजारते थें। अबू रयाअन अल-बिरूनी इरानी स्कालर ने इस शब्द को यूनान ;ळतममाद्ध शब्द से लिया है ष्ैवपिंष्जिसका अर्थ है बुद्धि, अक़ल इत्यादि।
सूफ़ी खुदा की मुहब्बत और उसकी मौजूदगी से अपना सफर तय करता है। सूफिज़्म का रूहानी नियम गुनाहों से तौबा, चरित्र की बुरी बातों का त्याग, अपनी रूह को सदगुणों व अच्छे चरित्र से सजाना है। खुदा पाक का ध्यान, स्वअनुषासन और उसकी मोहब्बत से इन्सान को उसका कुर्ब (नज़दीकी) हासिल हो जाती है।खुद को भूलना पड़ता है तभी खुदा पाक का कुर्ब हासिल होगा।
‘‘जब गुम किया अपने तई,
दिलदार को पाया।’’
सूफिज़्म कुरआन पाक और हज़रत मोहम्मद के इष्के इलाही से वाबस्तां (सम्बन्धित) है। खुदा पाक की मुहब्बत से शरीअत, तरीक़त मारेफत व हक़ीक़त क रास्ते तय किये जाते है। इस्लामिक कल्चर (ंसंस्कृति) पर सूफिज़्म का प्रभाव रहा है और रहेगा।
मुराकिबा
अल्लाह पाक के 99 नामों में से एक नाम है ‘रक़ीब’ जिसका मतलब है ‘‘निगहबान’’ टपहपसंदज मुराकबा से इन्सान अपने यार का जल्वा देखता है, अपनी रूहानी ताकत बढाता है और हमेषा अल्लाह पाक की मौजूदगी का एहसास करता है। गये दषकों ;त्मबमदज क्मबंकमेद्ध में पष्चिमीं देषों में नव सूफिज़्म ;छमू ैनपिेउद्ध का प्रसार हुआ है। ;न्दपअमतेंस ैनपिेउद्ध सर्वव्यापी सूफिज़्म आन्दोलन, ;ज्ीम ळवसकमद ैनपिेउ ब्मदजतमद्ध सुनहरा सूफ़ी केन्द्र, सूफ़ी फाउन्डेषन ऑफ अमेरिका ;ैनपि थ्वनदकंजपवद व ि।उमतपबंद्धए ;ज्ीम छमव.ैनपिेउ व िप्कतपे ैींीद्ध इदरीस शाह का नवीन सूफिज़्म, ;ज्ीम प्दजमतदंजपवदंस ।ेेवबपंजपवद व िैनपिेउद्धए सूफिज़्म की अर्न्तराष्ट्रीय संस्था, ;ज्ीम ैनपिेउ त्म.वतपमदजमकद्ध सूफिज़्म पुनर्रचना।
अमेरिका में ‘रूमी शाह’ ;त्नउप ैींीद्ध की रचनाएँ खूब पढ़ी जा रही हैं। ;ज्ीम प्ेसंउपब प्देजपजनजम पद डंददीमपउद्ध मानहीम शहर में इस्लामिक इन्सटीट्यूट । जर्मनी में यह माना जा रहा है कि सूफिज़्म अन्तर्जातीय समन्वय, अन्तर-संस्कृति मिलन आपके भोतिकवादी युग में एक सुनहरा आन्दोलन है।

Monday, June 17, 2013

AULIYA


THE NEED OF A GURU


THE NEED OF A GURU


The Sanskrit root "GU" means darkness or ignorance. "RU" denotes the remover of that darkness. Therefore one who removes darkness of our ignorance is a Guru. Only he who removes our ultimate darkness, known as Maya, and who inspires and guides us on to the path of God-realization is the true Guru. Students also refer to their school teacher or college lecturer as guru.
 
A spiritual aspirant, no matter how brilliant, can never attain such knowledge by his own endeavor.
This is stipulated in the Shrimad Bhagwatam in which Jadbharat reveals to king Rahugan:
"O Rahugan! One cannot attain knowledge of Atma and Paramatma by performing penance, sacrifices, renunciation, Vedic study or worshipping deities of water, fire or the sun. BUT WHEN THE DUST FROM THE FEET OF A
 
SATPURUSH (God-realized Guru) sprinkles on our heads, then we can surely attain this knowledge."

In essence, one can only attain salvation by serving the satpurush.
Adi Shankaracharya
echoes a similar injunction: "If a person, despite possessing: a handsome, disease-free body, fame, a
mountain of wealth, and even if he has studied the Vedas and all other scriptures, and has himself
composed many scriptures, but has not surrendered himself at the feet of a Guru, then he has achieved
nothing, nothing, nothing, nothing."

The Guru plays a vital role in boosting the aspirant frequently...!!!!

Shukriya....!!



Powered by Blogger.

SHAH-E-ROOMI