1) ALLAH TALA ki yaad ke siwa jo kuch hai sabbarbad aur faani hai.
2)
Jis ke Dil me hawwis hoti hai usko kabhi araamnaseeb nahi hota.
3) Buro se neko ko faiz pohanchey , yeh na mumkinhai.
4)
Faqeer me tama , hirs , hawwis aur takkabbur nahihotey.
5)
Faqeer , Sarwar e Kainaat (p.b.u.h) ki ijazat aurhukum ke bagher koi kaam nahi
karta .
6)
Taalib e Mola ke liye farz ain hai ke Murshid kaamilse abdi Rah e Haq ki
talaash kare.
7)
Maal o Jins aur Ghar baar Rah e Khuda me de de.
8) Allah Tala ka qurb haasil karne ke liye qareebtareen raasta Logo ki dildaari karna hai.
9)
Murshid Kaamil , Taalib ko aik nazar ke saathmanzil e maqsood tak pohancha deta
hai.
10)
Ae Taalib tu subah o shaam Murshid ke darwazapar
jaa taake tery Deen o Duniya ke tamam mataalibhaasil ho.

0 comments:
Post a Comment