SHAIKH SAADI ALAI REHMA FARMATE HAIN
Peer ki taalim par amal kare aur sachchi mohabbat w aqidat kamil rakhe
yahaan tak k wo jaan maal aulad sab se ziyada aziz ho jaae taa k ishq
kamaal ko pohanch jaae aur fana fish shaikh ki manzil par pohanch jawe-
kiun k ( Ishq ek aag hai jo maheboob ke siwa ko jala deti hai)
Agar hai tamannaae takmil-e- hasti......
To khak-e-dar- e peer-e maikhana ban ja....
0 comments:
Post a Comment