tc bULkku jc-rkyk ds bZ'kd es Mqc tkrk gS rks og jc ls xqQrxq djrk gS
og nqvk ds fy;s gkaFk mBkrk gS rks nquh;k ekaxuk Hkqy tkrk gS mls ;kn jgrk gS
rks cl bruk fd ;k jc rw eq>s feysxk dc
سب سے اچھی طلب اللہ کی طلب ہے اور سب سے اچھی یاد اللہ
کی ہے۔
सबसे अच्छी मांग अल्लाह की तलाश है और सबसे अच्छी याद अल्लाह
है.
عشق کی چھت بہت بلند
ہے اُس پر پہنچنے کے لئے اسمِ اللہ ذات کی سیڑھی
استعمال کر جو تجھے ہر منزل
ہرمقام بلکہ لامکان تک پہنچادے
इश्क की छत बहुत ऊंची है पर पहुंचने के लिए
अल्लाह की जात की सीढ़ी
का उपयोग कर जो तुझे हर मंजिल
हरमकाम बल्कि लामकान
तक पहुंचा दे.
Hazrat ibne mubarak alai rehma farmate hain
k humen ziyada ilm hasil karne ke muqable mein
thora sa adab hasil karne ki ziyada zarurat hai-
gt+jr bcus eqckjhd vySjgek Qjekrs gS
fd gesa
t+;knk bye gklhy djus ds eqdkcys esa
FkksMk lk
vnc gklhy djus fd t+;knk t+#jr gS
( NAZHATUL MAJAALIS P- 137 )
Hazrat
zulnon misri alai rehma farmate hain
jab koi
murid adab ka khayaal nahi rakhta
to wo lot
kar waheen pohnch jata hai jahaan se chala tha-
gt+jr
t+qyuqu feljh vySjgek Qjekrs gS
tc dksbZ
eqjhn vnc dk [k;ky ugha j[krk
rks oks
ykSV dj ogha igwap tkrk gS tgka ls pyk Fkk
( NAZHATUL MAJAALIS P- 439 )
( NAZHATUL MAJAALIS P- 439 )
AADAABE
MURSHID
" ADAB HI PAIHLA QARINA HAI MOHABBAT KE KARINO MEIN "
TARJUMA- Be shak wo jo apni aawaze past karte hain rasoolallah ke paas wo hain jin ka dil
allah ne parez gaari ke liye parkh liya hai in ke liye bakhshish aur ajre azeem hai-
( SURAH HIJRAT AAYAT : 3 )

Mufassir roohul bayaan hazrat shaikh
ismail haqqi( r.a) farmate hain is aayate mubarka mein is baat ki taraf ishara
hai k shaikh w murshid ke paas bhi aawaze past rakhi jaae, kiun k murshid
rasoolallah ka waris aur naaeb hota hai-
( TAFSEER ROOHUL BAYAAN JILD 9 PAGE 66 L)
( TAFSEER ROOHUL BAYAAN JILD 9 PAGE 66 L)
TASAWWUR-E- SHAIKH AUR BANDA
NAWAAZ:
Hazrat khwaja sayyed mohammed banda nawaaz gesu daraaz buland parwaz ( r.a) apni kitab ' khatma sharif ' mein likhte hain k- peer ko dil ke andar tasawwur kare ya khud ko ain peer tasawwur kare ye nek bakht hi jante hain k ye muraqba nahi mukashifa nahi mushaida nahi bal k moaainaa hai- yani ain ba ain - hum ne peer w mustafa w khuda ko ek dekha hai ek jana hai-
( KHAATMA SHARIF JILD 4 P 9)

TASAWWUR E SHAIKH AUR SHAH WALIULLAH
MOHADDIS DAHELWI...........
Aap apni kitab ' Qaulul jameel ' mein farmate hain k jab murshid is ke paas na ho to us ki surat ko apni dono aankhon ke darmiyan khayal karta rahe, ba tareeq mohabbat aur tazeem ke tu is ki khayali surat wo faaida de gi jo is ki sohbat faaida deti hai-

Shaikh abdul huq mohaddis dahelwi (
r.a) farmate hain :
TARJUMA: Jaan le k shaikh( murshid) se madad mangna huzoor sallallaho alaihe w sallam se madad mangna hai kiun k ye in ke nayeb aur jaa nashin hain aur is aqide ko pure yaqeen ke sath apne palle bandh len-
( MAJMUAAT AL MAKAATIB WAL RASAAIL: 350)

Shah waliullah dahelwi farmate hain
k..........
TARJUMA: Ye ateqaad rakhna zaruri hai k shaikh kamil murid ko maula ta'ala se mila deta hai aur is wisal tak shart ye hai k murid apne dil ka rabt w taalluq apne shaikh ke siwa kisi aur se na rakhe-
antaba fi salaasil auliya allah :58

Haji imdad ullah mahajar mkki ( r.a)
farmate hain k :
Buzrugane deen ne farmaya hai jo allah ke sath bethna chahe ise chahiye woh ahle tasawwuf ki majlis w sohbat ikhtiyar kare- jis tarha wahan nabi ki sohbat zaruri hai yahan bhi is ke liye shaikh kamil ka hona zaruri hai- agar shaikh kamil ki nazar mein ho aur har amal is ke farman ke mutabiq kare apne tamam ikhtiyar w irado ko apne shaikh ke hath w ikhtiyar mein dekhe to qawi umid hai k bahot jald manzile maqsood ko pahonch jaae-
TASFIYATUL QULUB: 4

Hazrat ba yazid bustami ( r.a) farmate hain jis ka koi peer nahi us ka imaam shaitan hai-
( AWAARIFUL MAROOF)
Kazaaenul irfan fee tafseer al
quraan mein hazrat maulana mohammed naeemuddin murad aabadi( r.a) likhte hain-
is se maloom huwa k dunya mein kisi swaleh ko apna imaam bana lena chahiye-
shariat mein taqlid kar ke aur tariqat mein bait kar ke ta k hashar achcho ke
sath ho- agar swale imaam na hoga to us ka imaam shaitan hoga- is aayat mein
(1) Taqlid (2) Bait aur muridi sab ka sabut hai-
Sayyeddina Gause Paak Raziallah anho
farmate hain k shuru se Allah ta' ala ne roohani tarbiyat ka silsila isi tarha
jaari farmaya hai k ek faiz deta hai aur dusra faiz hasil karta hai- jaise
anmbiya karaam alaihim salaato wassalaam aur un ke ja nashin- phir un ke
tarbiyat yafta' w aala hazal qayaas, ye silsila qayamat tak jari rahe ga- aur
ba irshade ilahi ye na mumkin k khuda kis shakhs ko tarbiyat ke bagair muqamate aaliya tak taraqqi de aur na hi is
par koi dalil qaem ho sakti hai kiun k aksar yahi huwa hai k siwaye shaikh (
Murshid ) ke koi shakhs manaazil sulluk tay nahi kar sakta- phir farmaya-
Shaikh( Murshid) ki khidmat w zarurat se us waqt tak alehda nahi hona chahiye
jab tak wasool illallah yani manzile maqsood tak na pahonch jaae-"
( GANITUT TAALIBEN P NO 614)]
( GANITUT TAALIBEN P NO 614)]
Nafs wo bhooka Kutta hai jo insaan
say
ghalat kaam karwanay k Liye us waqt tak
bhonkta rehta hai jab tak insaan wo
ghalat kaam kar nahi Leta,
Or jab insaan wo kaam kar Leta hai ye
kutta so jaata hai Lekin sonay say pehlay
zameer ko jaga jaata hai.
" Imam Ghazali.

Allah
apne kalaam paak mein farmaraha hai k........
TARJUMA : Un ke raaste pe chalo jo meri taraf mutawajja huwe-
( SURA E LUQMAN AAYAT 15)
TARJUMA : Un ke raaste pe chalo jo meri taraf mutawajja huwe-
( SURA E LUQMAN AAYAT 15)
Tafseer mnhibur raheman mein is
aayat ke tahet farmaya gaya
" Aur tu aise shakhs ki raha chal jo hama tan meri taraf jhuka hai-" yani woh awwalan paigambar( a.s) aur saniyan AAP sallallaho alaihe w sallam ke swaleheen ummat hain-
" Aur tu aise shakhs ki raha chal jo hama tan meri taraf jhuka hai-" yani woh awwalan paigambar( a.s) aur saniyan AAP sallallaho alaihe w sallam ke swaleheen ummat hain-
MUHIBUR RAHEMAN P- NO-83
HAZRAT MAULANA ROOM FARMATE
HAIN......
CHASHME ROSHAN KUN ZA KHAKE AULIYA.........
TABA BENI ZA IBTEDA TA INTEHA........
SURMA RA TU KHAKE EEN BA GAZIDAH RA.......
HUM BA SOZO HUM BA SAZO DEEDAH RA.........
MATLAB:- Auliya Allah ke paaon( qadmon) ki khak se apni aankhe roshan kar le, ta k tujhe ibteda se inteha tak sab kuch nazar aa jaae- in chida hastiyon ki khak ko tu apni aankhon ka surma banale aur un ki binaee tez kar le:-

Hazrat shams tabrez farmate hain
Agar tu beenaee chahta hai to un ( fuqra) ke paaon( qadmon) ki khak ko surma banale - kiun k woh janam se andhe logon ko bhi binaee dene ki taufique rakhte hain-
Agar tu beenaee chahta hai to un ( fuqra) ke paaon( qadmon) ki khak ko surma banale - kiun k woh janam se andhe logon ko bhi binaee dene ki taufique rakhte hain-
MAULANA ROOM LIKHTE HAIN.....
Har k khwahid hum nashini ba khuda.....
Go nashinad dar huzoore auliya.....
Hum nashini sa,ate ba auliya.......
behttar az sad sala ta,at be riya.....
Masjide hust andrune auliya......
Sajda gahe jumla hust aa naja khuda......

0 comments:
Post a Comment